Haich
tanhaee, yadain, khamoshi
kal shab mujh say milnay aae
taron nay shamaen kee roshan
badal chalkay saghar lae
purva nay sargam ko chera
barkha nay ghungroo chankae
nache phir ik doojay kay sang
main aur teray gham ke sae
anjane main jane wale
jane yeh kia kar jate hain
mar kay bhi kuch jeetay rehtay
jeetay jee kuch mar jate hain
saree aankhain, saray chehray
jane kis kee hain parchaee
saree raheen, saray rastay
jane kis dar par jate hain
-raffay.
kal shab mujh say milnay aae
taron nay shamaen kee roshan
badal chalkay saghar lae
purva nay sargam ko chera
barkha nay ghungroo chankae
nache phir ik doojay kay sang
main aur teray gham ke sae
anjane main jane wale
jane yeh kia kar jate hain
mar kay bhi kuch jeetay rehtay
jeetay jee kuch mar jate hain
saree aankhain, saray chehray
jane kis kee hain parchaee
saree raheen, saray rastay
jane kis dar par jate hain
-raffay.


0 Comments:
Post a Comment
<< Home